Album: Pal (k.k.)
Singers: K. K.
Karaoke Lyrics:
(ham rahe ya naa rahe kal, kal yaad aayenge yeh pal
pal yeh hain pyaar ke pal, chal aa mere sang chal
chal soche kya, chhotee see hai zindagee
kal mil jaaye toh hogee khushnasibee
ham rahe ya naa rahe, yaad aayenge yeh pal) - (2)
sham kaa aanchal odhke aayee, dekho woh raat suhaanee
aa likh de haam dono milake, apanee yeh prem kahaanee